• A New Friend
    Some time ago, I found a new friend,
    A girl in my life was like a new trend,
    In the starting, she thought I’m proudy and arrogant,
    But now she thinks of me as someone who is cunning and […]

  • Naadan Hai
    naadan hai mujhe patthar dil bataane waale
    shaayad bhul gaye hain ek baat ye zamaane waale
    patthar ki keemat un haathon se pucho…
    taraash ke tajmahal bana gye jo banaane waale
    - Rajan
    Sad […]

  • YE DIL UDAAS HAI
    Ye dil udaas hai bas ek pal ko aao tum
    Qareeb aa ke hume fir se aazmao tum
    Khata hai meri to de do koi saza mujhko
    Ye kab kaha ke mujhe tanha chhod jaao tum
    Teri Qasam ne to marne bhi […]

  • aaj wo keh gya
    kabhi kehta tha mujhe ke koi duaa hoon mai
    aaj wo keh gya mujhko ki bewafa hoon mai..
    wo jee na paata tha lamha kabhi bagair mere
    aaj kehne laga mujhko ki ek sazaa hoon mai..
    yahi […]

  • Woh Pyaar Hi Kya
    Woh pyaar hi kya
    Jis mai dil daar ke liye qurban na ho
    Woh khumaar hi kiya
    Jis ne madhosh kar diya sab ko
    Hum toh raah main behte hain unke
    Ke kabhi na kabhi hume unse pyar toh ho
    - […]

  • Uss Khuda Ke Hatoon Ka
    Uss khuda ke hatoon ka jadu ho tum
    Din mai chamakta sitara ho tum
    Raat mai chandni jaisi roshni ho tum
    Mere dil main basi ek shayri ho tum

    Romantic Shayari


  • zindagi ka saath nibhata chala gya
    mai zindagi ka saath nibhata chala gya
    har kadam pe toota dil mai isko samjhaata chala gya
    mai jaanta tha koi saath nahi deta umr bhar
    fir bhi pyaar aur dosti ko dil […]

  • rahen salaamat
    Rahen salaamt “SHAYARISM.COM” banaaney waale
    mujh jaise kai gumnaamo ko naam dilaane waale
    shayad kuch man halka ho yahan pe shaayri karke
    aur mere dard ko samjhen mujhpe muskuraaney […]
  • Harish wrote a new post, aye khudaa 2 weeks ago


    aye khudaa
    Aye khudaa agar mujhe fir is jahaan me laana
    mera yaar mujhe todey mujhe wo phool banaana..
    ya bana dena mujhe uske kamrey ka chiraag
    taanki naseeb ho unke ujaaley ke liye jal jaana..
    agar […]
  • Harish wrote a new post, wo guzra zamaana 2 weeks ago


    wo guzra zamaana
    yaad aata hai aksar wo gujra zamana
    tera mithi si aawaz me jaanu keh ke bulaana..
    wo subah me  chaay ke saath mujhko jagaana
    aur roz dono ke liye bas ek hi cup banaana..
    wo aksar ho […]

  • kaash kabhi wo shaam aaye
    kaash kabhi to wo shaam aaye…
    mere yaar ko yaad mera naam aaye
    kya wajah hai jo bhula baitha hai…
    koi khabar mile koi to paigaam aaye
    yun to aadat ho gai hai tanhaai ki…
    aadat […]

  • mai wahi insaan hoon
    main wahi insaan hoon…
    kal tak jo sabko hasna sikhata tha
    mushkilon ka saamna karna sikhata tha
    jo kehta tha chaahat me dhokha na dena
    bewaffa kehlaane ka mauka na dena
    aaj apno se […]

  • Tune Hi Sanam
    Barbaad Ho Gaye The Hum Duniya Ne Yun Humko Sataya Tha
    Har Ek Mod Pe Hum Girte The Kisi Ne Bhi Na Humko Uthaya Tha
    Tab Tune Hi Sanam Ek Umeed Ka Diya Jalaya Tha
    Apne Har Ek Gam Ko […]

  • Laila Majnu Funny
    Majnu Ko Laila SMS Nahi Aaya
    Majnu Ne Do Din Se Khana Nahi Khaya
    Majnu Marne Vala Tha Laila K Pyaar Me
    Laila Baithee Thee Sms Free Hojane Ke Intezar Me…
    - Yash Tolani
    Funny Shayari, […]

  • Reh-Reh Kar Ye Ehsaas
    Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte,
    Jhoote Khwab Kisiko Dikhaya Nahi Karte,
    Agar Koi Aapki Zindagi Main Khaas Nahi Hai,
    To Usse Reh-Reh Kar Ye Ehsaas Dilaya Nahi Karte…
    - Shiva
    Sad […]

  • Dard Hota Hai
    Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte
    Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte
    Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqe’ Ki
    Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte…
    - Ashiqe Shayar
    <a href="http://www.shayarism.com/sad-shayari/&quot; title="View all posts in Sad Shayari" rel="category…

    [Read more]


  • Mera Bachpan
    Andekha Anjaana Bachpan
    Yaad Mujhey Jab Aata Hay
    Kuch Pal Mujhey Hansata Hay
    Per Har Pal Mujhey Rulata Hay
    Chhotee Chhotee Batein Kuch
    Dundhlee Dundhlee Yadein Kuch
    Rouna Dhona Rooth Bhi […]
  • 5 Love Facts
    1-If it’s because of her eyes or her lips or her great body.
    -It’s not love, it’s a LUST

    2-If it’s because of her intelligence or insight about life.
    -it’s not love, it’s and […]

  • Harish became a registered member 5 months, 1 week ago